In this picture, the actor looks dapper in a grey suit, Richa is a sight to behold in a satin strappy gown. The post was captioned as, ”When we dressed up to champion people to live good lives.. 🧔🏻♀️.
Usi pe hai ki – “Phone uth jaa sim sima sim phone “Sheher badal jaate hain, masroofiyatein jakad leteen hain, safar mohabbat ke maamlo mein aapko aur bhi taynaat kardeta hai. Pecheede maamle hain bhaiya.. aur yeh muthbhed kaayam rahe yahi dua hai, lekin tumse bin matlab baat karne mein jo lutf uthaata hoon.. ya jo aanand milta hai woh shayad hee kaheen mumkin hai. Shakl pe ek beghairaton waala sukoon sa chhaa jaata hai. Haan kabhi kabhi apne aap se guftagoo chhid jaati hai aaynon ke darmiyaan, lekin woh narcissism hai ek tarah ka apne aap mein. Uspe charcha na hee karein toh behtar. Shayad kabhi rajneeti mein utarna pade toh kaam aayega. Filhaal, aap pe dore daalta rahoonga, likhit mein diye hain. Ok goodbye fiaaaaaaansss!! Abey phone utha.. 😜”.
0 Comments