Ajit: Rawbert,is ko microprocessor may daal do! Bit by bit mar jaayga gaa saala!
Ajit: Rawbert, is ko liquid oxygen may daal do! Liquid issay jeenay nahi de gaa, oxygen issay marnay nahi de gaa!
Ajit: Rawbert, Diana ko thoda khatta khila dayna, yeh Diana se dinasour ban ho jayegi, phir extinct bhi ho jaayegi!
Ajit: Rawbert, isey thodi shampane pila do, paheley shame sey, phir pane sey mar jayegaa kameena.
Ajit: Maikal, ise liquid helium mein daal ke 440 V pass kar do. Phir yeh superconductor ban jaayega, aur zindagi bhar ticket kaat-ta reh jaayega!